Guest guest Posted July 14, 2006 Report Share Posted July 14, 2006 THE EHSAAAAAAN QUREEESHI POEM, VERY HILARIOUS. DO REPLY IF U LIKE. FIROZ BORLE (2002) --------------------------------------------------------------------------------\ ------------------------------------------------ EHSAAN QURAISI Ek din, main Delhi pahuncha, Station pe ek coolie se bahar jane ka rasta poochha. Coolie ne kaha: " Bahar jaake poochho. " Maine khud hi rasta dhundh liya, Bahar jaake taxiwale se poochhaa: " Bhai saab Lal Kile ka kitna loge? " Jawab mila: " Bechna nahi hai. " Taxi chhod, maine bus pakad li, Conductor se poochhaa: " Ji, kya mein cigarette pi sakta hoon? " Wo gurrra kar bola: " Hargiz nahi, yahaan cigarette pina mana hai. " Maine kaha: " Par wo janaab to pi rahe hai! " Phir se gurrrraya: " Usne mujhse poochhaa nahi hai. " Lal Kile pahucha, hotel gaya. Manager se kaha: " Mujhe room chahiye, saatvi manzil pe. " Manager ne kaha: " Rahane ke liye ya koodne ke liye? " Room pahucha, waiter se kaha: " Ek paani ka gilaas milega? " Usne jawab diya: " Nahi saahab, yahan to saare kaanch ke milte hain. " Hotel se nikla, dost ke ghar jaane ke liye, Raste me ek sahab se poochhaa: " Janab, ye sadak kahaan ko jaati hai? " Janab hans kar bole: " Peechhle bees saal se dekh raha hoon, Yahi padi hai... kahin nahin jaati. " Dost ke ghar pahucha, to mujhe dekhte hi chownk pada, Usne poochha: " Kaise aana hua? " Ab tak to mujhe bhi aadat pad gayi thi, Maine bhi jawab diya: " Train se. " Meri aaobhagat karne ke liye dost ne apni biwi se kaha: " Areeee sunti ho... mera dost pehli baar ghar aaya hai, use kuch taja taja khilao. " Sunte hi bhabhiji ne ghar ki sari khidkiya aur darwaje khol diye. Kaha: " Taji hawa kha lijiye. " Dost ne phir se baday pyar se biwi se kaha: " Areeee sunti ho, inhe jara apna chalis saal purana achar to dikhana. " Bhabiji ek baatli me rakha aachar le aayi. Maine bhi apnapan dikhate hue bhabiji se kaha: " Bhabhiji, aachar sirf dikhayengi, chakhayengi nahi? " Bhabiji ne taak jawab diya: " Yuhi agar sab ko chakhati To aachar chalis saal purana kaise hota? " Thodi der baad dekha, bhabiji apne potey ko sula rah thi, Saath me lori bhi ga rahi thi: " Diploma so ja, diploma so ja. " Lori soon mein hairan hua aur dost se poochha: " Yaar, ye diploma kya hai? " Dost ne jawab diya: " Mere grandson ka naam, Beti bambai gayi thi, diploma lene ke liye Aur saath mein ise le aayi, Isiliye hamne iska naam Diploma rakh diya. " Phir maine poochhaa: " Aajkal tumhari beti kya kar rahi hai? " Dost ne jawab diya: " Bambai gayi hai, degree lene ke liye.. \nFor More Such Mails Join FoolzParadize \nGroup Download The Best Browser \nAvailable \n \n \n \n\n \n \n \n \n \n \n Messages in this topic (1)\n \n \n \n Reply (via web post)\n | \n \n Start a new topic \n \n \n \n \n " ,1] ); //--> Firoz Rajiv Borle Final MBBS,9th sem. MGIMS,sewagram Wardha, Maharashtra, --------------------------------- Find out what India is talking about on Yahoo! Answers India. So, what’s NEW about the NEW Yahoo! Messenger? Find out. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.